UTI PSA Coupon buy || UTI PSA PAN Coupon Price || UTI PAN Coupon Recharge

UTI PSA Coupon buy, UTI PSA PAN Coupon Price, UTI PAN Coupon Recharge – Kya aap bhi apni uti psa id me coupon load karna chahate hai to aap online real time instant coupon kaise buy kar sakate hai direct without admin contact.

This Article Cover This Topic – 

uti psa pan coupon price
psa pan coupon purchase
psa coupon recharge
online coupon purchase
uti pan coupon distributor
uti psa coupon status
uti psa pan coupon price
psa login coupon
online coupon purchase
uti pan coupon recharge
uti psa coupon status
uti psa coupon buy
pan india service coupon purchase

 

UTIISAL PSA Site me koi bhi coupon purchase or buy ka option nahi hota hai. aise me hame online offline third party website se coupon lena hota hai. jaha se aapko realtime coupon mil jata hai.

UTI PSA Coupon Price Kya Milega to apko uti my pan center website per retailer ko 98 rupees ke almost mil jata hai.

UTI PAN Coupon Recharge ?

Kya aap bhi uti psa site ke liye online coupon recharge karna chahate hai, jab aap uti psa open karke Form 49A Services Me check karate hai to vaha apako Available e-Coupon Option per click karake check karane par apkao aisa interface dekhane ko milega agar coupon ek bhi nahi hoga tab.

PAN Coupons with PAN Card Kya Hota Hai ?

Agar this list me apko coupon dekhane ko milata hai ya fir apako yah wala coupon lena hai to kaise le sakate hai this coupon se kya benefit hai. PAN Coupons with PAN Card this coupon ka matlab yah hota hai ki aap this coupon se aap physical pan card and e-pan card pdf dono mil jata hai, ek pan card pdf apako mail per send kiya jata hai, dusara physcial pan card apako home address per deliver kiya jata hai. yah coupon ko physical coupon bhi bolate hai.

PAN Coupons without PAN Card Kya Hota Hai ?

Agar aap yah wala coupon lete hai to apako only e PAN Card ka pdf hi milega apako Physical Pan or PVC PAN Card nahi milega aise me apako baad jab apako pvc pan card ka jarurat hogi tab apko UTI Main Website Se pan card ko reprint karna hoga 50 Rupees pay karke, aur apako yah coupon 70 rupees me mil jayega jo physical coupon se low price me hota hai. isaka pan apply process physical pan card jaise hi hota hai isame only epan card pdf hi mail per received hota hai.

Currently no Coupons are Available in your account ?

Isaka matlab yah hai ki apaki uti psa site me ek bhi coupon nahi hai. isliye apko pan card apply karane se pahale coupon lena hoga kyoki uti psa me bina coupon pan apply nahi hota hai. kyoki isame coupon system hai payment system nahi hai. jab aap pan apply karenge tab apaki uti psa se ek coupon cut ho jayega. fir apko alag se payment nahi karna hota hai. Agar aap online khud se realtime coupon lena chahate hai to aap https://uti.mypancenter.in/register this link per register kar ke login kar ke coupon buy kar sakate hai. apako technical support bhi milega. koi galati ho jati hai form ko fill karate time to aap usako edit bhi karwa saakte hai jisase apaak coupon kharab hone se bach jata hai.

UTI PSA PAN Coupon Price ?

Agar aap ek uti psa agent hai aur aap coupon lena chahate hai lekin apko koi best deal nahi mil raha hai to aap kaise low price me coupon le sakate hai.

Agar ham baat kare uti.mypancenter.in per apako best deal dekhane ko mil jata hai technical support ke sath coupon price details niche diya gaya hai –

 

ID Type Physical Coupon Price  IDRegistration Charges
Retailer Per Coupon – Rs. 98/-  Rs. 99/-
Distributor Per Coupon – Rs. 97/- Rs. 499/-
Supper Distributor Per Coupon – Rs. 96/- Rs. 999/-
Admin Partner Per Coupon – Rs. 95/- Rs. 1999/-

Retailer ID Agar aap lete hai to aap table me bataye price id and coupon milega. aap pre form and main form, document replace kar sakate ho. yah service apko kisi bhi portal me nahi milega.

Distributor ID Agar aap lete hai to aap table me bataye price ID and Coupon milega aap pre form and main form, document replace kar sakate ho. yah service apko kisi bhi portal me nahi milega. sath hi aap Distributor ID ke niche unlimited free me Retailer bana sakate hai. isase apako kya kya benefit hoga –  aap retailer id creation per paisa charge kar sakate hai. sath hi aap usako apane according coupon rate set kar sakate hai, jaise agar apako coupon rate 97 ka admin se mil raha hai to aap 107 rupees me sell kar sakate hai.

Supper Distributor  – Apne Niche  Distributor ID and Retailer ID Bana sakata hai aur isako coupon rate thoda low mil jata hai. baki feature vahi hoga jo Distributor id me hai

Admin Partner – Apne Niche Supper Distributor, Distributor ID and Retailer ID Bana sakata hai aur isako coupon rate thoda low mil jata hai. baki feature vahi hoga jo Distributor id me hai

Aap apni pasand ka koi saa bhi id le sakate hai. yah fee only time pay karna hota hai. Aap plan ko apane according customize bhi karwa sakate hai sath hi coupon price and id price me discount lena hai to aap WhatsApp per chatting kar sakate hai.

 

UTI PSA Coupon buy

Online Turant and realtime coupon buy karane ke liye aap niche diye step ko follow kar sakate hai –

Step 1:- Aap diye gaye https://uti.mypancenter.in/register link per click kar sakate hai.

Step 2:-  uti.mypancenter.in per login karane ke liye apko account register karna hoga isake liye apko this form ko fill karke register button per click karna hoga. Fir apako ST+Mobile Number se apako user and password mil jayega fir apko login kar lena hai.

Step 3:- Username and Password Enter Kare jo apako register karate time mila hoga. fir apko login button per click karna hai. Agar aap kabhi user and password bhool jayega tab aap niche Gmail or Goolge Icon per click kar ke login kar sakate hai.

Step 4:- Couon Manager >  Coupon Purchase per click karna hai. online coupon buy karane ke liye, Coupon Buy or Purchase Karane se Pahale apako wallet me payment add karna hoga. free me aap coupon nahi le sakate hai. apako jo coupon price mila hai, vah amount apke wallet me hona chahiye, jisase aap ek coupon buy kar sakate hai, isase jyada coupon purchase karna hai to apko 5*Couponr price karane per jo payment aaye vah wallet me available hona chahiye.

Step 4:- Wallet Manager >  QR Pay Collect – Yaha apako total 4th payment option milata hai, aap apni convenience ke according option select kar sakate hai, UPI Free Hai other option per 2% to 3% charge hai.

Aap QR Pay wale option se payment kar sakate hai isame apko 0% me payment add ho jaeyga wallet me realtime.

QR Pay Collect – Payment add karane ke liye apko Pay Application Select karna hota hai and amount enter karna hota hai usake baad Latest QR View Karna Hota Hai. Fir apake samane QR Code Aa Jata Hai, apako qr ko scan kar ke payment done karna hai auto payment add ho jayega payment hone ke after turant.

QR Pay with UTR – Agar aap this method se payment karate hai to pahale apako pay application select karna hota hai fir apako amount enter karna hota hai usake baad Latest QR View Button per click karna hai fir apke samane ek new QR Code Display Hoga. fir apko payment kar dena hia. fir jo payment karenge us payment ka apko 12 digit transaction number apko jaha QR Code and timer chal raha hai vaha per apko “Enter 12 Digit UTR No of Payment” name se filed option milega usme enter kar ke verify karna hai apaka payment add ho jayega.

UPI QR Pay Collection – Agar aap this method se payment karate hai to pahale

apako Apane Pay Application Ka UPI ID Enter karna Hoga.  fir apako amount enter karna hota hai usake baad Latest QR View Button per click karna hai fir apke samane ek new QR Code Display Hoga. fir apko payment kar dena hia. Payment Auto Verify Ho jayega. agar koi error aa jata hai to apko fir jo payment karenge us payment ka apko 12 digit transaction number apako jaha QR Code and timer chal raha hai vaha per apko “Enter 12 Digit UTR No of Payment” name se filed option milega usme enter kar ke verify karna hai apaka payment add ho jayega.

Kuchh aise kar ke aap payment add jarur kar lene fir bhi koi bhi issue aaye payment se related to aap usaka error whatsapp per send kar sakate hai.

Step 5:- Couon Manager >  Coupon Purchase Coupon Type Me apko Physical Coupon Select Karna Hai. Fir apko Username Display Hoga or select karna hai. Coupon Qty Me apko kitana coupon transfer karna hai UTI PSA Site per number enter kare. Fir apko us Quantity Ka Total Amount Display Hoga. Fir apako Purchase Now Button per click Karna Hoga. fir apako Successfully Coupon Purchase Ka Message Dekhane Ko Mil jayega. ab aap uti psa site per login karke check karenge to apko coupon mil jayega.

Step 6:- Jab aap Page ko niche scroll karene to apko coupon purchase history dekhane ko mil jayega, jisame apko Status Me Approved Dekhane ko milega jisaka matlab hai ki apaka 100% Coupon Add Ho gaya hai. Yah Auto Approved Hota Hai Realtime.

Step 7:-  PAN Coupon with PAN Card Yaha per apako coupon display hoga jitana coupon apane buy kiya tha. kuchh aise aap realtime coupon or token load kar sakate hai.

Jab bhi apako Coupon Lena ho apako aise hi coupon lena hoga. Sabase pahale uti.mypancenter.in yaha login karna hai. wallet me payment add karna hai. fir coupon buy karna hai turant coupon uti psa site ke id me add ho jayega.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *