Signature not verified in pdf | Digital signature not valid | Digital Signature Invalid in pdf
Agar aap kisi pdf me Digital Signature ko valid karana chahate hai, aur bar bar try karane par kuchh bhi nahi ho raha hai, pdf software kaam nahi kar raha hai, ya fir, ek pdf me signature valid nahi ho raha hai, baki sabhi me ho gaya hai, aise bahut se question hote hai, aaj ham sikhane wale hai ki aap easily kisi bhi pdf ke signature ko verify kaise kar sakate hai without any problem.
How to fix Validity unknown | Signature invalid | Signature not verified
- agar aap bahut se pdf software ki help se signature ko valid karane ka try kar chuke hai, aur valid nahi ho raha hai, ya fir aap first time karane wale hai to aap kaise kar sakate hai.
- Download and Install Foxit reader pdf software in your computer/laptop this software verify Usefully software.
- This software kaise install hoga kaise download hoga, Janane ke liye this link par click kare : Foxit Soft About
- Foxit software Install hone ke after aap jis pdf ke signature ko valid karana chahate hai usako open kare.
- Jo signature not valid bata raha hai, usake uper right click kare mouse se.
- “Signature Properties” button par click kare.
- “Show Certificate” button par click kare.
- “Trust” option me click kare, this option me 3 box par tick lagana hai fir, “Add to Trusted Certficates” button par click karana hai. then “OK” button par click kare.
- Ok button par click karne after jab aap signature ko valid karane ke liye jaise aap Signature not verify or signature invalid par left click karate hai to aap signature auto valid ho jayega one click me.