Application is incomplete. Please upload the documents (scanned images).

Application is incomplete. Please upload the documents (scanned images) –

Kya aap bhi kuchh aise hi error ka samna kar rahe hai to aap this Application is incomplete. Please upload the documents (scanned images). ko kaise solve kar sakate hai.

Application is incomplete. Please upload the documents (scanned images). this error kyo aata hai, kaise solve kiya jata hai, usake bare me niche information mention kiya gaya hai.

Aap niche bataye kuchh step ko follow kar ke this error ko clear kar sakate hai.

How to Solve Application is incomplete. Please upload the documents (scanned images). 

this error ko clear/remove/solve karane ke liye niche diye step ko follow kare –

Step 1:- Sabase pahale apako us Application ka status check karna hai, Jisame pan form me error aa raha hai. status check karane se hame usake bare me jankari pata ho pati hai ki pan form ka last update kya hai, aage kya karna chahiye.

Step 2:- Yadi apako pan card form ka status check karna hai to aap https://onlineseva.xyz/pan-card-status-check.php this link ka istemal kar sakate hai.

Step 3:- सबसे पहले आपको PAN Application of UTIITSL Ko Select Karna hoga.

Step 4:- Enter PAN Application Number me apan pan card form ka coupon/token/acknowledgement number enter karna hota hai.

Step 5:- Enter Date of birth of PAN Application me apane pan card form ka dob enter karna hai.

Step 6:- All box ko right tick karna hai. Usake baad apako View Status Button per click kar dena hai.

 

Step 7:- PAN Status me apako Application is incomplete. Please upload the documents (scanned image). wala error dekhane ko mil sakata hai. this problem ko fix karane ke liye niche dekhe.

 

Step 8:- Jaise ki hamane pan card form UTI PSA ID Se kiya tha abhi ham document upload option per check karate hai. Check karate hai ki yaha koi document pending hai ya nahi,

Step 9:- Yaha par likha aa raha hai ki No cases are pending for document uploading ka error aa raha hai. jab tak coupon number display nahi hoga document upload nahi ho sakata hai. ab aap coupon number kaise display karwa sakate hai.

Step 10:- Yadi apako coupon number show karwana hai, document upload option me to ek bar yah trick istemal kar ke check kar sakate hai.

Step 11:- ab apko Edit PAN Application Option per click karna hai. fir apako application number enter karna hai. Submit button per click karna hai.

Step 12:- apke samane pan form open ho jayega, apako kuchh bhi change nahi karna hai. aapko page ko niche scroll karna hai, niche apako update button per click kar dena hai.

 

Step 13:-  Jaise aap bataye step ko follow karate hai to apake samane coupon number display ho jata hai. ab aap document upload kar sakate hai.

Step 14:- ek bar aap jis coupon number per document upload kar rahe hai us pan card ka receipt download kar ke check kar lena hai ki vah coupon usi uti psa id ka hai ya nahi jis me aap document upload karane ka try kar rahe hai.

 

kuchh aise aap coupon number ko display karwa sakate hai. yadi aap kuchh hour wait karate hai tab bhi show kar jata hai.

Yadi apako long time se problem aa raha hai to aap uti ke toll free number per click jarur kare.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *